Tan hai veena -Vani Jayaram

Play song
Tan hai veena, taar hai saansein,
Jeevan hai jhankar.
Har ik swar mein Prabhu samaya re.
Mann mandir aadhaar.
Tan hai veena, tar hai saansein,
Jeevan hai jhankar.
Har ik swar mein Prabhu samaya re.
Mann mandir aadhaar.

Madhur madhur ek goonj hai iski,
jo sun sakta, sunta.
Is mein hi hai moksha ke moti,
jo chun sakta, chunta.
Ho..ho
Isa Allah Nanak ismein
Isa Allah Nanak ismein
Ye Waaman avtaar.
Har ik swar mein Prabhu samaya re.
Mann mandir aadhaar.

Ho tan hai veena, taar hai saansein,
Jeevan hai jhankar.
Har ik swar mein Prabhu samaya re.
Mann mandir aadhaar.

Par ye veena jab bhi moh ke haanthon mein aa jaati.
Par ye veena jab bhi moh ke haanthon mein aa jaati.
Tab ye roti bilakh bilakh kar, geet vinaash ka gaati.
Ho..ho
Lakh chaurasi mein bantt jata.
Lakh chaurasi mein bantt jata,
Tab iska aakaar.
Har ik swar mein Prabhu samaya re.
Mann mandir aadhar.
Ho tan hai veena, taar hai saansein,
Jeevan hai jhankar.
Har ik swar mein Prabhu samaya re.
Mann mandir aadhaar.

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s