Shyam Radhe koi na kehta,
Kehte Radhe Shyam.
Janam janam ke bhaag jaga de,
Ek Radha ka naam.
Radha ke bina Shyam aadha,
Kehte Radhe Shyam.
Shyam Radhe koi na kehta,
Kehte Radhe Shyam.
Janam janam ke bhaag jaga de,
Ek Radha ka naam.
Radha ke bina Shyam aadha,
Kehte Radhe Shyam.