Alle aao na !!

Play song (Needs Real Player)
Play Video

Luk chhip luk chhip jao na.
Aise chhup chhup mujhe satao na.
O mere nanhe munne pyare pyare raja.
Aao mere gale lag jao na.
Alle aao na !!

Dekho phoolon se main poochh loonga.
Saare bhawron se main poochh loonga.
Har kali se pata main lagaunga.
Mele munne ki chhulat hai aisi.
Pariyon ke khilaono ke jaisi.
Saari bagiya ko main batlaunga.
Hawaon se, ghataon se, baharon se kahunga.
Munne ko dhoondke lao na.
Alle aao na !!

Aaja re meri aankhon ke taare.
Mere pyare O Raaj dulare.
Tumhe kho ke na main jee paaunga.
Mera jeena tumhare hi dum se.
Tum jo bichhar gaye kahin hum se.
Main tumhare bina marr jaunga.
Tumhare hi sahare to guzare din saare.
Dekho mujhe aise to rulao na.
Alle aao na !!

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Twitter picture

You are commenting using your Twitter account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s