Arziyan (Delhi 06)
Perhaps, we always have misinterpreted Him and His teachings. He can never teach us to hate. Never. It can’t be He. It’s us. Forgive us my Lord for all our sins.
Maula Maula Maula mere Maula.
Maula Maula Maula Maula.
Maula Maula Maula Maula.
Ek khushboo aati thi,
Ek khushboo aati thi.
Main bhatakta jata tha,
Reshmi si maya thi.
Aur main takta jata tha.
Jab Teri gali aaya, sach tabhi nazar aaya,
Jab Teri gali aaya, sach tabhi nazar aaya.
Mujh mein hi wo khushboo thi, Jisse tuney milwaya.
Toot ke bikhar na mujhko zaroor aata hai.
Toot ke bikhar na mujhko zaroor aata hai.
Warna ibadat wala saroor aata hai.
Sajde mein rahne do, ab kahin na jaunga.
Sajde mein rahne do, ab kahin na jaunga.
Ab jo tumne thukraya, to sabar na paunga.
Sar uthake main ne to kitni khwahishen ki thi.
Kitne khwab dekhe the, kitni koshishein ki thi.
Jab Tu ru-ba-ru aaya…
Jab Tu ru-ba-ru aaya, nazarein na mila paya.
Sar jhuka ke ek pal mein..
Sar jhuka ke ek pal mein, maine kya nahi paya.
Mera Piya ghar aaya, Mera Piya ghar aaya.