Rim jhim gire saawan (Manzil) -Lata

Rim jhim gire saawan, sulag sulag jaaye mann.
Bhige aaj is mausam mein lagi kaisi ye agan.
Rim jhim gire saawan, sulag sulag jaaye mann.
Bheege aaj is mausam mein lagi kaisi ye agan.

Pehle bhi yoon to barse thhe baadal.
Pehle bhi yoon to bheega thha aanchal.
Pehle bhi yoon to barse thhe baadal.
Pehle bhi yoon to bheega thha aanchal.
Ab ke baras kyun sajan sulag sulag jaaye mann.
Bheege aaj is mausam mein lagi kaisi ye agan.

Is baar saawan dehka hua hai, is baar mausam behka hua hai.
Is baar saawan dehka hua hai, is baar mausam behka hua hai.
Jaane pee ke chali kya pawan, sulag sulag jaaye mann.
Bheege aaj is mausam mein, lagi kaisi ye agan.
Rim jhim gire saawan, sulag sulag jaaye mann.
Bheege aaj is mausam mein lagi kaisi ye agan.
Rim jhim gire saawan……
Rim jhim gire saawan……

One thought on “Rim jhim gire saawan (Manzil) -Lata

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s